Baarish


ये बारीश… 
न जाने कितनी यादें साथ लाती है!!

यूँही बारिश में भीगना और छपाक के तार छेड़ना…

वो गर्म चाय की एक कश और इतनी सारी सपनो की बातें…

कभी वो पल खत्म न हो वैसे फुरसत वाली ज़िन्दगी की गुज़ारिश…
यूँही बारिश की तरह रिमझिम गाती दिल की फरमाइश…

कभी साथ भीगना… तो कभी कंधे पर आँसू छलकाना…
कभी तुम्हारी बाहों के घेरे में सुकून से सो जाना…
कभी सिर्फ आँखों से बातें करना…

बारीश में कार के शीशे पे वो पानी का बहना…
और तुम्हारे हाथ में मेरे हाथ का होना!!

वो कार में बैठ कितनी सारी बातें करना…
कभी कुछ भी नहीं कहना!
…और कभी नाराज़ होकर इंतज़ार करना!
फिर कुछ ही पल में एक हँसी के लिए तुम्हारे करीब आना…
और बारिश की तरह बस झमझम खिलखिलाना!!

कुछ बातें जो आज तक चलती है…
कुछ यादें जो आज भी मुस्कुराती है…
कुछ लम्हे जो आज तक सँभाल के रखी है…
कुछ एहसास जो आज तक दिल के करीब है…
कुछ आँसू जो आज भी बारिश की तरह बरसते है…
ख़ामोशी आज भी पुकारती है…

आज भी बारिश कभी – कभी रुलाती है…
आज भी बारिश कभी – कभी दिल को भीगाती है!!

23 thoughts on “Baarish

  1. Uma Gupta

    Do boonden tan par girti hain
    aur man hara ho jaata hai..
    jaane kitni kitni yaadon se
    ye bhara bhara ho jaata hai..

    Kuchh yaaden jinko ab talak
    hum chhoo ke mahsoos kar paate hain…
    kuchh yaaden jinko yaad kar
    jaane kahan kahan ho aate hain…

    Bachpan ki galion me
    baarish me naav tairati yaaden..
    jaane kab chhalang laga kar
    baahen failaye baarish me nahane lagti hain..

    Kisi shaam khidki par udaas baithe
    baarish ko niharti yaaden…
    chupke se boondon me
    aansuon ko chhupane lagti hain…

    yaaden… yaaden…yaaden…..

    Ye baarish yaadon ki duniya me
    le jaane ka ek bahana hi to hai…

    Ab kahan wo unmukt, uchhrinkhal,
    kalkal baarish hoti hai…
    Ab to baarish me chhat par sookhte kapade
    aur khidkiyon se ghar me ghusta paani yaad aata hai..

    Kaash ke ek baar phir wo
    baahen failaye,
    aasmaan ki taraf sar uthaye,
    khule baalon me
    bhigone waali baarish aaye…

    Kaash

    Liked by 1 person

    1. Awesome ..Bahut Khoobsurat likha hai aap ne Di … Kaash !!
      Haan sirf Yaadein hi hai jo hamesha saath rehti hai … waqt aur log toh aate jaate rehte hai… Perfect description of every moment of Baarish :)

      Like

  2. Vanita

    Malti…..Baarish 💦is my all time favourite…..Even my thoughts and memories match very much to this concept…I think I have relived those bheege pal…Zindagi mein itne aage aajane ke baad acha lagta hain phir se un barishon mein kho jana.
    Wonderful..

    Like

  3. Rupa

    You don’t fail to amaze me …. every time you write something .. it’s so beautiful and thoughtful. This one is probably my favourite…. When recorded in your beautiful voice… it’s like cherry on top of a cake. I have heard it over a couple of times already… and still can’t get enough of it. Good work Mala… keep it coming👍

    Liked by 1 person

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s